Miracle Morning Book In Hindi Download

Pdf

  1. Miracle Morning Movie
  2. Miracle Morning Routine Pdf

Miracle Morning Millionaires: What the Wealthy Do Before 8AM That Will Make You Rich (The Miracle Morning) Book 11 of 14: The Miracle Morning by Hal Elrod, David Osborn, et al. The Miracle Morning routine was born after Hal Elrod was in a tragic accident, leaving him dead for 6 minutes and in a coma for 6 days. Now a keynote speaker and ultra-marathon runner, Elrod has turned his life around to help and teach other people.

Miracle Morning Hindi PDF Yah kitab Iss book ke author Hal Elrod ke baare me hai jnhone yah kitaab khud likhi hai aur yah unhi ke baare me to iss book me kya hai chaliye dekhte hai.

Darasal hal elrod 20 varsh ke umra me hi ek top sales man me gine jaane lage the aur bahut success huye the aur unke paas sab kuchh tha unki life khusi khusi chal rahi thi yani sab kuchh achha chal raha tha tabhi ek baar unke sath hadsa hua wo ek party se hokar apne car ko drive karke ghar laut rahe the tabhi ek truck driver ne jisane pee rakhi thi unki cr ko takkar mar di aur unka buri tarah accident ho gaya.

The Miracle Morning Book

Ab iss accident me samjho wo kuchh der ke liye mar gaye the fir unhe hospital pahuchaya gaya jinme doctor ne janch karne ke baad bataya ki inki kai haddiya tut chuki hai inke lung panchar ho chuke hai inka dimag damage ho chuka hai ab yah kabhi apne pairo par nahi chal sakte hai.

Ab author ko yah bat sun kar bada afsos hua aur vah bahur dukhi ho gaye lekin unhone apne mentor se ek baat sikhi thi ki agar aap ke sath kuchh bura ya galat ho jaata hai .

Miracle Morning Movie

To aap dukhi raho, gussa karo, chillawo, rowo, sab karo lekin bas 5 minut ke liye aur fir aage badh jao to author ne bhi apne aapko sambhala aur kaha thik jo hua so hua ab mai ise swikar karta hu aur thik hone ki kaamna karta hu aur wo yah bhi bole ki chalo jaisa ki doctor kah rahe hai.

ki mai kabhi chal nahi paunga to thik hai mai koshis karunga aur wo har prayas karunga aur agar mai fir bhi nahi chal paya to kam se kam mai wheel chair par chalne wala sabse khus insan bankar dikhaunga.

Miracle Morning Hindi PDF

Aur yah sab accept karne ke baad author khus rahne lage aur yaha tak ki hasi majak bhi karne lage yah sab dekh kar doctor bole ki hal sayad sachchai swikar nahi karna chahte aur inhe gahra sadma lag gaya hai lekin hua yah ki hal ka passitive attitude aur hardam khus rahne ka asar dikhne lga aur hal jaldi jaldi thik hone lage.

Aur vah bhi itni teji se ki doctor bhi hairan ho gaye ab iss tarah hal apne normal life me fir se wapas aa gaye aur sab kuchh achha chalne laga aur fir wo sales ke field me kai record banaye khub sare paise kamaye aur shadi kar li ab sab kuchh fir se thik chal raha tha ki achanak 2007 – 08 me badi economic kras aayi aur unka business buri tarah dubne laga.

Miracle Morning Routine Pdf

The Miracle Morning

Aur author batate hai ki iss samay wo apne life ke sabse bure daur me pahuch gaye the ab unhe kuchh samajh nahi aa raha tha ki kya kare aur to aur wo din pe din garib bhi hote ja rahe the tabhi unki patni ne unhe kaha ki wo apne ek dost se jakar salah le jo kharab situation me bhi achha kar raha tha aur khub paise kama raha tha.

Author apne uss dost ke paas gaye to usane bas do chije batayi ki tum subah uth kar exercise karo aur ek self improvement par koi book padho author ko yah baat jami nahi vah vapas chale gaye lekin jabki unhe kuchh aur sujh bhi nahi raha tha to unhone socha chalo ise hi try karte hai.

Miracle Morning Book In Hindi DownloadThe miracle morning free download

Ab unhone bs sirf use hi nahi balki kul 6 morning habit dhundh nikale aur use roj subah apply karne lage aur yahi 6 habit ko aply karne ke baad unhne apni income double kar li apna karj khatm kar liya apna ghar bacha liya to yah morning habit kya hai jo ki mai aapse share karne wala hu unhone iss habit ko SAVERS naam diya hai.

Ab mai isake agle part me in 6 habbit ko aapke sath share karunga to jude rahiye whitehindi.com ke sath aapo yah article kaisa laga hame commnet me bata sakte hai aur ise share karne bilkul bhi na bhule.

Related